Monday, 20 January 2020

Attitude Shayari, Haq Se Agar Do

Attitude Shayari

People are crazy to share Hindi Attitude Shayari on Whatsapp and Facebook. Every boy and girl wants to set up a Whatsapp Status that shows his/her Attitude and Personality. If you are looking for Latest Attitude Shayari then you are at the right place. Here you will find Best Attitude Shayari (रवैया शायरी), which you can share on social media with your friends.

Attitude Shayari, Haq Se Agar Do

Two Line Attitude Shayari in Hindi
Haq Se Do Toh Tumhari Nafrat Bhi Qabool Humein,
Khairat Mein Toh Hum Tumhari Mohabbat Bhi Na Lein.
हक़ से दो तो तुम्हारी नफरत भी कबूल हमें,
खैरात में तो हम तुम्हारी मोहब्बत भी न लें।
Attitude Shayari, Haq Se Agar Do
Sooraj Dhala Toh Kad Se Unche Ho Gaye Saaye,
Kabhi Pairo Se Raundi Thi Yehi Parchhaiyan Humne.
सूरज ढला तो कद से ऊँचे हो गए साये,
कभी पैरों से रौंदी थी यहीं परछाइयां हमने।

Attitude Shayari, Toh Hukoomat Karte

Hindi Attitude Shayari about Love for Boys
Kee Mohabbat Toh Siyasat Ka Chalan Chhod Diya,
Hum Agar Pyar Na Karte Toh Hukoomat Karte.
की मोहब्बत तो सियासत का चलन छोड़ दिया,
हम अगर प्यार न करते तो हुकूमत करते।
Toh Hukoomat Karte - New Attitude Shayari
Best Attitude Shayari
Hum Bhi Bargad Ke Darakhton Ki Tarah Hain,
Jahan Dil Lag Jaye Wahan TaUmr Khade Rahte Hain.
हम भी बरगद के दरख़्तों की तरह हैं,
जहाँ दिल लग जाए वहाँ ताउम्र खड़े रहते हैं।

Attitude Shayari, Chamak Chhod Jaaunga

High Attitude Shayari in Hindi and English Font
Zarron Mein RahGujar Ke Chamak Chhod Jaaunga,
Pehchan Apni Dur Talak Chhod Jaaunga.
Khamoshiyon Ki Maut Ganwara Nahi Mujhe,
Sheesha Hoon Toot Kar Bhi Khanak Chhod Jaunga.
ज़र्रों मे रहगुजर के चमक छोड़ जाऊँगा,
पहचान अपनी दूर तलक छोड़ जाऊँगा,
खामोशियों की मौत गंवारा नहीं मुझे,
शीशा हूँ टूटकर भी खनक छोड़ जाऊँगा।
Our collection has a variety of Attitude Shayari in Hindi like Akad Shayari for Boys, Aukat Shayari, Pagli Status for Girls, Positive Attitude SMS, High Attitude Shayari, Shakhsiyat Shayari, Haisiyat Shayari etc. All Shayari about Attitude posted in Hindi and English language both, Which can easily be shared on social media.

Attitude Status, Mizaaj Mein Thodi Sakhti

Best Attitude Shayari Status for Whatsapp and Facebook
Attitude Status, Mizaaj Mein Thodi Sakhti
Attitude Shayari Status in Hindi
Mizaaj Mein Thodi Sakhti Lazimi Hai Huzoor,
Log Pee Jaate Samandar Agar Khara Na Hota.
मिज़ाज में थोड़ी सख्ती लाज़िमी है हुज़ूर,
लोग पी जाते समंदर अगर खारा न होता।
Meri Saadgi Hi GumNaam Rakhti Hai Mujhe,
Jara Sa Bigad Jaaun Toh MashHoor Ho Jaaun.
मेरी सादगी ही गुमनाम में रखती है मुझे,
जरा सा बिगड़ जाऊं तो मशहूर हो जाऊं।

Attitude Shayari, Aadat Nahi Humari

Short Attitude SMS in Hindi in Two Line
Sahaare Dhhoondhne Ki Aadat Nahi Humari,
Hum Akele Poori Mehfil Ke Barabar Hain.
सहारे ढूढ़ने की आदत नहीं हमारी,
हम अकेले पूरी महफ़िल के बराबर हैं।
Thodi Khuddari Bhi Lajimi Thi Dosto,
Usne Haath Chhudaya Toh Humne Chhod Diya.
थोड़ी खुद्दारी भी लाजिमी थी दोस्तो,
उसने हाथ छुड़ाया तो हमने छोड़ दिया।

No comments:

Post a Comment